HTML introduction and basic in hindi

Leave a Comment

HTML introduction and basic in hindi (part 1)

Hello!!! Dosto learn HTML ke part 1st me aap swaghat. Aaj me aap ko is post me HTML ka introduction aur kush basics jankari batane ja raha hu.
Dosto aap ne internet par kai bar padha hoga HTML aakhir HTML hai kiya..? HTML se kiya hota hai...? Ye hi sawal aap ke man me aate hai.to aaj jan lijiye HTML kiya hai.

HTML kiya hai ?

Dosto HTML ek markup language hai. jo kisi web page ko design karne ke liye kam me li jati hai.ye koi programming language nahi hai.

HTML ka pura naam --Hayer text markup language"hai.
HTML "Berners Lee" ke durra since 1991 me banai gahi thi.

HTML tags kiya hai ?

dosto HTML ek markup language hai is liye HTML language me normal English aur special symbols ka use kiya jata hai jisko HTML tags kaha jata hai.ye tags web browser ko batate hai ki text kese show karna hai.matlab text blod karna hai ya bada karna.ye sabhi kam tags karte hai.HTML tags do parkar ke hote h.
1.opening tag <HTML>
2.closing tag </HTML>
Closing tags me ek forward slesh ka use kiya jata h ye show karta hai ki ye tag close ho sukha hai.
Example ---- <HTML>your content here</HTML>

basic HTML tags---

Nishe kush basic tags diye ja rahe h jisko aap har HTML me use karnge

1. <HTML>
                  </HTML>
______kishi bhi HTML file ki suruaat is tag se hoti hai ye tag show karta hai ke ye HTML file hai.


2.<HEAD>
                </HEAD>
______is tag ke under aane wala content web page me show nahi hota hai.is tag me page ki information jese title ,meta tag aur script aate hai.


3. <title>
             </title>
________is tag me web page ka title aata hai.ye tag head section me aata hai.


4.<BODY>
               </BODY>
_______is tag me web page me show hone wala pura contain aata jese text aur image.


dosto aaj HTML ke part First me bus itna hi.milte hai next part me tab tak ke liye bey bay .

If You Like This, Take 5 Seconds To Share It

0 comments:

Post a Comment